Geography, asked by golu2350, 1 year ago

apni Kalpana aur anuman se likhiye ki niche Diye Gaye sthano ki Subah Kaise Hoti Hai gaon ke liye Mohalle Mein railway platform Mein Nadi Samudra Kinara Mai Pahadon​

Answers

Answered by rahulrawani43
7

Answer:

gaon ke mohalle m jab subah hoti h to chidiyo ki awaz bacho ka rona gayo ki awaz ke sath subah hoti h.

jab platform m subah hoti h to jayda badlao nahi hota h dhire dhire m sorry saraba badta h

or jab nadi samandar kenare subah hoti h to waha ka mosam thanda rahta h thandi hawaye chalti h pani bahne ki awaz bhut sundar ati h...

Answered by kaurrenu24185
1

Answer:

Gaon mein :-subha Ke Samain pakshiyon ki Chahachahane ki aavaze aati hain chote Bachon ki Rone ki aavaze Adi.........

Mohalle mein:- subah Ke Samain chahal pahal aur shor-sharaba hota hai......

Railway platform:-Chai banane vale apni Chai ki Dukan par Chai banate hain aur Chai bechte hain ....

Nadi ya samudra:- Subah Ke Samain lehron ki aavaze aati hain aur hava chalne Lagti hai....

Pahadon par:- subah Pahadon par thandi-thandi hava chalti hai aur us Samain bahut dhund hoti hai.......

I HOPE THIS WILL HELP YOU

Similar questions