arab me lashkar ko nu ke nam se kyun jante the
Answers
Answered by
9
मित्र लशकर को अरबवासी नूह की उपाधिके रूप में याद करते हैं। नूह को पैगम्बर या ईश्वर का दूत भी कहा गया है। इसलिए लशकर को नूह के नाम से याद किया जाता है। उसके मन में करूणा होती
jass48:
thnx bro
Answered by
11
Answer:
Explanation:
Arab me laskhar ko nuh ke naam se jaante hai. Iska Karan ek zakhmi kutta tha. Nuh ke samne se ek baar ek ghayal kutta guzra . Nuh me use dutkarte hue kaha , ' dur ho ja gande kutte ! ' Islam me kutto ko ganda samjha jata hai . Kutte me unki dutkar sunkar jawab diya.....' n Mai apni Marzi se kutta hu, n Tum apni pasand se insan ho. Banane Wala toh wahi ek hai.' Nuh be jab uski baat Suni Aur dukhi ho muaddat tak rote rahe
Similar questions