बारिश से होने वाली परेशानियां अथवा समस्या पर दो मित्रों के बीच संवाद लिखने का प्रयास कीजिए
Answers
Answered by
10
Explanation:
Ramesh:Are ramesh kaha ho aajkal?
Ajay: Han bhai bs Ghar k raasan lane jarha hu
Ramesh: Haa jldi se le lo wrna abhi barish suru hone wali h
Ajay:Haaa bhai barish k wjah se rasan phle lene agya wrna bahar kon niklega barish me
Ramesh: Barish k kaaran to daam bhi bht badh jata h samaan ka
Ajay: Bht pardeshi hoti h or kch desh k garib ko bhuka sona padta h isi wajah se
Ramesh:Aur to aur pura paani raasta m bhar jaata h jisse raste ka haalat khrb ho jata h
Ajay: Government ko kch Acha faisla lena chaiye hamare desh k liye jisse taklif na ho hume
Ramesh:Haa sahi kaha
Ajay:Acha ab mai chlta hu warna barish hoajegi
Hope this will helpful to you
Similar questions