Hindi, asked by payalgond2165, 1 year ago

बेटी बचाओ बेटी पढ़ाओ अभियान निबंध, भाषण, लेख हिंदी में | Essay...

Answers

Answered by chaitanya71
4

BETI BACHAO , BETI PADHAO

agar hum aaj ke samay me dekhe to betiya bahut age nikala gayi Hai unhone apana vikas dhan liya Hai .aaj ke samy me ladkiya ladko ko kisi bhi kshetra me takkar de sakti Hai .agar hum ek udaharan le to samaj ek bandi Hai aur us bandi ko chalane ka karya stri aur purush ke hath me hoti Hai .agar hum ladko ko shikayenge aur ladkiyoko nahi sikhayenge to iska Pura asar us samj par padhata Hai . aur ik accha ho aur dusar achha naho to bandi acchi chlati nahi Hai .iska Pura udaharan yahi Hai .is liye humako betiyo nko padhana chahiye..

please mark me brainlist answer ...

please ...

Similar questions