Hindi, asked by munnasharma1999, 10 months ago

बेटी और पिता के बीच घर में एक नए पशु या पक्षी को लाने के बीच हुआ संवाद​

Answers

Answered by meenakshirathi453
1

Answer:

beti - pitaji Kya km Ghar m ek nya pashu laaye .

pitaji- ha bete lekin pehle tumhari mummy se bhi to vichar Vivash kr le.

beti- ha papa ji kr lete hai

pitaji- sunu Riya keh rhi h ki Ghar m ek nya pashu ya pashi le aaye .

mummy- ha jaurur lekin pehle kuch soch vihar to kre.

pitaji- ha jarur, beta tum andar kmre m jaao.

beti- thik h papa ji.

beti k kmre m jaane k baad -

pitaji- ha to pehle hm soch lete h ki hm Kya laaye .

mummy-mere khyaal se hme ek kutta le Lena chahiye.

pitaji-pr pashi?

mummy- agr pashi lenge to baar baar kutta usse dukhi karega.

pitaji-hmmmm, sochna to hoga.

mummy-ek kaam krte h ki keval ek pashu le lete h.

pitaji-boht acche , thik h , lekin hm kutta pet friendly home se he lenge pet store SE nhi

mummy- koi dikat nhi h hm pet friendly home se he le lete hai.

pitaji-thik h Riya ko bulayo

mummy - Riya ... Riya beta aa jao.

Riya - aayi .......

pitaji- beta hmne decide kra h ki hm ek kutta le rhe h pet friendly home se.

Answered by sunita4769
0

Answer:

please follow me and mark as a branilint

Similar questions