Hindi, asked by lakah33, 8 months ago

बुढ़िया के खरबूजे बेचने को साहस क्यों कहा गया है ?​

Answers

Answered by manushrisoni
8

Answer:

Explanation:Am sorry i dont have hindi fonts so am writing in english fonts..hope you understand and it will help you..

Budhiya ke kharbooje bechne ko sahas isliye kaha gya kyuki uske bete ke dehant ke baad uske ghar pr koi ghar chalane wala nhi tha or budhiya ke pote bhook k maare ro rhe the or uski bahu ko bhi bukhar tha..isliye budhiya kamane nikli..parantu uske bete ki mratyu ke kaaran uske ghar m sootak lge the isi karan kyi logo ne use toka parantu budhiya ne unhe andekha kiya..

Hope it helps you and you can make whatever changes you want

Thanku❤

Similar questions