Hindi, asked by pinkypink, 1 year ago

bache kam par ja rahe he poem summary in easy words in hindi

Answers

Answered by Anonymous
0
Yeh kavita vartamaan ke balmazdoori
per kataksh kerti hai.Ye kavita Shri Rajesh Joshi dwara rachit hai.Is kavita main kavi hairaan hain ki itne chote chote bacche kaam per kyu jaa rahe hain.Kavi samaj se yeh poochti hain kya saare madarse,school toot gye hain jo bacchon ko kaam per jaana per raha hai.Kya saare balls antariksh main chali gyi hain.Kya saare khilone kho the hain.Its saari kitaabein deemak its gye hain up khelne aur padhne ki umer main bacche kaam per has rahe hain.

pinkypink: thanks a lot tts useful
Similar questions