Computer Science, asked by ramshankar14477, 11 months ago

badalne Ki chamta Hai buddhimatta keymap Hai Albert Einstein .dh​

Answers

Answered by ISHISTAR12
6

Answer-

               badalne ki chata hi buddhimata ka map hai yah kathan satya hai kyunki  is bramhand mein sabhi vastue chahe vo choti ho ya chahe vo ayadhik badi sabme samaya ke sath parivartan aata hi hai jaise pahle humans ke poonch hua karti thi par ab nahi hain kyu ? kyunki humans ke andar samay ke sath parivartan hua hai. isiliye yah kathan bilkul satya hai .

  1. hame bhi swayam ko samay ke sath badalte rehna chahiye kyunki  is bramhand ka niyam hi parivartan hai . kyunki samay ke sath isme bhi aneko parivartan hoe hain .

Explanation:.

  1.                 aap agar dhyan de to aap ye dekhenge ki swayam aapke andar samaynusar kitne jyada parivartan aaye hai jab aap chote the ab aapko mummy doodh pilati thi khana khilati thi par jab aap bade hue tab aap swayam khane lag gaye swayam aap apne sare karya karne lag gaye aadi .

Similar questions