Hindi, asked by nisha7948, 11 months ago

barsat ki aati hawa kavita ka hindi arth​

Answers

Answered by yeshwanthkumar22
75

Answer:

Bhavardh : Varsha Ruthu mein barsat ke saath tandi hawa aathi hai. Yeh pani barasne vaali aakash se aathi hai ? Ya chaand ke paas se aatha hai? Ya baadhalo se aa rahi hai? kahaa se bhi ho lekin Chupa hua muskaan ke saath aathi hai.


yeh ghaati se khelthi hai aur pahaad ke unche shikhar se bhi khelti hai. Ye hawa dharthi aur aasman se khelthi aathi hai. Yeh jhulthi leharathi hui si aathi hai.


yeh har vruksh se aur nadhi se khelthi hai. Har ped ke lathaon se khelthi hui bohat shan se aathi hai.


yeh Soonya se aathi hai mahaan ban jathi hai aur aanand se khudthi hui aathi hai. Har kisi ko chukar  unko aanand banathi hui aathi hai ye Barsaat ke samay aane vaali hawa    

भावार्थ : वर्ष ऋतु में बरसात के साथ ठंडी हवा आती है | यह पानी बरसाने वाली आकाश से आती है ? या चाँद के पास से आता है ? या बादलो से आ रही है ? कहा से भी हो लेकिन छुपा हुआ मुस्कान के साथ आती है |

यह घाटी से खेलती है और पहाड़ के ऊँचे शिखर से भी खेलती है | ये हवा धरती और आसमान से खेलती आती है | यह झूलती लहराती हुई सी आती है |

यह हर वृक्ष से और नदी से खेलती है | हर पेड़ के लताओं से खेलती हुई बोहत शान से आती है |

यह शून्य से आती है , महान बन जाती है और आनंद से खुदती हुई आती है | हर किसी को छू कर उनको आनंद बनाती हुई आती है ये बरसात के समय आनेवाली हवा |

Explanation:

Answered by rupeshranjan014399
16

Answer:

please mark as brainlist follow me❤❤

Attachments:
Similar questions