Hindi, asked by RoshanDhekan7024, 11 months ago

Benimaadhav simh ke parivaar ka sankshipth parichay digiye

Answers

Answered by palak3990
0

Answer:

Benimadhav Singh ke do bete the Shrikanth aur Laalbihari. Bada beta Shrikanth badi mushkil se BA ki degree pakar ek daftar mein naukar tha. Chota beta Laalbihari dohre badan ka sajila javan tha.Wo apne bhai se ekdum vipreet tha.Bade bete Shrikanth ki shaadi ek amir ghar ki ladki se hui jiska naam Anandi tha.

Shrikath saiyukt pariwar me vishwaas rakhta tha. Parantu jab Shrikath ki gairhazari me Laalbihari ne Anandi ko khadau fek ke mara toh usne ye faisla kiya ki ab uss ghar me ya toh wo rahega ya Laalbihari.

Pr jaisa ki kehte hain ant bhala toh sb bhala,Anadi ne apna krodh tayaag diya aur Laalbihari ko rok liya. Shrikath ne bhi apne bhai ko maaf kr diya. Aur aakhir se Benimadhav ne khush hokar ye keh diya ki bade ghar ki betiyaan aisi he hoti hain jo rishto ko tootne se bacha le.

HOPE THIS HELPS U

Answered by pjahnabi007
0

Answer:

बेनीमाधव सिंह गौरीपुर गाँव का जमींदार था। उसके पिता किसी समय बड़े धन धान्य सम्पन्न थे। गाँव में भव्य मंदिर एवं पक्का तालाब बनवाया था जिसकी अब मरम्मत भी मुश्किल थी, कहा जाता है कि कभी उनके दरवाजे पर हाथी झूमता था, आज वहाँ बूढ़ी भैंस थी

Similar questions