Hindi, asked by jeffking, 11 months ago

भारत माता के सपूत I want that topic for completion​

Answers

Answered by Anonymous
0

Answer:

Bharat Mata ke sapoot

Explanation:

Hamare Desh main hum sabhi deshwasi Apne Desh Ko apni mata ke samaan maante hain.Hum Sab bharatwaasi Apne Desh ke liye apni Jaan bhi de sakte hain.

Kuch Pramukh Bharat Mata ke sapoot

Is prakar hain:-

1)Bhagat Singh-Bhagat Singh Punjab ke ek veer krantikari the.Unhe giraftar ker Liya gya tha.Baad main unhe phaansi sazaa hui

2)Raja ram Mohan Roy-Rajaramohan Roy ek Raja the Magar unhone Desh main vyapt sati pratha ki rokdham ke liye bohot mehnat ki aur is kuriti Ko khatam Kiya.

3)Chandrashekhar Aazad-Chandrashekhar azaad hamare desh ke ek bahadur krantikaari the.Unhine bohot mehnat Kari.Wo kayi tarah ke vesh bnanaker angezon Ko ullu bnaye the.Baaad main unhe giraftar Kiya gya aur phaansi per Chadha diya gya.

4)Mahatma Gandhi-Mahatma Gandhi hamare Desh main Bapu ke Naam se jaane jaate hain.Unhone saare Desh ke logo Ko jagruk Kiya aur Aazadi ke liye kaayi aandolan kare

5)Anginat krantikari-Ye wo Desh ke sapoot the Jinja Naam kisi kitaab main nhi hai per unlogon ne Desh ke liye apni Jaan di

Similar questions