भारतीय रिजर्व बैंक के केन्द्रीय बैंकिंग सम्बन्धी चार कार्य बताइए।
Answers
Answered by
0
Explanation:
pahla har Bank apne pass Jama punji ki ek newnatam Rashi Rakhta Hai Reserve Bank is Baat Ka Dhyan Rakhta hai ki pratyek Bank Ne vah minimum cash balance apne pass Rakhta hai ya nahin dusra Reserve Bank is Baat per bhi Najar rakhta
Hai Ki Bank Keval Labh kamane wali Aur vyapariyon Ko Hi To Nahin de rahe hain balki vah chhote kisanon chhote Udyog chalane Walon aur Chhote rind pirapt Karne Walon Ko Bhi karaz den Taki jansadharan ka Kalyan ho sake
Reserve Bank vibhinn bankon se yah bhi nirantar Jankari prapt karta rahata hai ki vah kin kin ko Karz de rahe hain aur yah Kidhar Se Kisi Se Anya na ho sake aur koi thaga Na Jaaye
Similar questions