Hindi, asked by BrainlyHelper, 1 year ago

भाव स्पष्ट कीजिए−
जब मैं था तब हरि नहीं, अब हरि हैं मैं नाँहि।

bhaav spaṣṭ keejie−
jab main thaa tab hari naheen, ab hari hain main naanhi.

साखी

Answers

Answered by geetika3
19
is bhav ka ye arth hai ki jab tak vyakti k andar ahenkar rahega tab tak use ishwar ki prapti nhi ho sakti. ahenkar insan ko swabhimani bana deta hai aur phir use ishwar ki prapti nhi ho pati. parantu jaise hi uska ahenkar chala jata hai use ishwar ki prapti ho jati hai kyuki uska man pavitra ho jata hai.

hope that helped☺
Answered by dewansgu0204
17

Answer:

Answer

इस पंक्ति में कबीर कहते हैं कि जबतक उनके हृदय में मैं यानी अहंकार था तब तक उन्हें ईश्वर की प्राप्ति नहीं हो पा रही थी| जब उन्हें ईश्वर की प्राप्ति हुई तब उनके अंदर का अहंकार समाप्त हो गया|

Similar questions