भाव स्पष्ट कीजिए−
पोथी पढ़ि पढ़ि जग मुवा, पंडित भया न कोइ।
bhaav spaṣṭ keejie−
pothee paḍhxi paḍhxi jag muvaa, pnḍait bhayaa n koi.
साखी
Answers
Answered by
14
is bhav ka ye arth hai ki na jane kitne aise log hoge jinhone kitni kitni kitabe padi hogi parantu ve un kitabo ko padne se pandit nhi ban gae. asli gyan ki prapti to tab hoti hai jab ham apne man ko sheetal kare. tabhi hame ishvar ki prapti hogi.
hope that helped you.☺☺
hope that helped you.☺☺
Answered by
12
Hi friend ,
Kabir das ji kehte h ki kitne manushya anek grantho aur kitabo ko padhkar bhi pandit na ban paye. Sacha gyani wahi h jisne ishwar prem ka ek akshar bhi padha ho. Agar koi vayakti apna man saaf aur pavitra rakhe toh wahi saccha pandit hoga.
==================
Asha karti hu yeh aapki sahayata kre..

Similar questions