Hindi, asked by cafrinaaa504, 1 year ago

Bharat ke pratham pradhan mantri ka chunaoo kaise hua

Answers

Answered by emphatizerMUSKAN
3

Explanation:

Hlw mate ❤️

Here is your answer ❤️

Bharat ki Aajadi ke samay, do logo me bahas hui ki swatantra Bharat ke pratham Pradhan mantri kaun honge, ve do loog the , Pandit Jawaharlal Nehru & Md. Ali Jinnah . Nehru ji chahte the ki ve swaam Bharat ke pratham Pradhan mantri bane aur Jinnah ki bhi Yahi Chah thi. Isliye Swatantrata ke baad, Sansad ke Vistar ke baad, Netao ne yah sujaw diya ki Bharat ko baat diya jayee. Is prakar Bharat ka baatwara Bharat aur Pakistan ke ruup me hua. Nehru ji ka samarthan hinduo ne kiya, isliye ve Bharat ke pratham Pradhan mantri bane aur Jinnah ka chunav Muslim in kiya isliye ve Pakistan ke pratham Pradhan mantri bane. Iss prakar Bharat ke pratham Pradhan mantri ka chunav hua.

Hope it helps ❤️

please mark as brainlist ❤️

Have a good day ❤️

Similar questions