Hindi, asked by Vikkyvikas4687, 1 year ago

Bhavarth of the poem koshish karnewaloo ki in Hindi

Answers

Answered by samantha003456
4

The bhavarth of the poem “Koshish krne waalo ki” is that one should always try try and try........then success is bound to come our way.

HINDI————————-

Prastoot kavita ka bhavarth hai ki manushya ko hamesh koshish karte rehni chahiye.

Jis prakaar baar baar sangharsh karne ke baad ek cheeti deewar par chadhne me kamyab ho jaati hain, jis prakaar lehro ka saamna karne par akhir me nao (boat) kinare par pahuch jaati hai, theek usi prakaar yadi manushya kuch thaan le aur use hasil karne ke liye baar baar asafalta milne ke bavajood koshish kare aur haar na maane tab uski jeet avashya hoti hain kyunki

“Koshish karne waalo ki haar nhi hoti”

I hope this helps you ♥️♥️

Plz mark it as the brainliest...

Similar questions