बरसात के मौसम मे अपने नगर की बढती दुर्घटनाओं मे से किसी एक दुर्घटना का वर्णन करते हुए अपने मामा जी को एक पत्र लिखें।,
Answers
Answer:
Explanation:
617 A NIRMAAN VIHAAR
NAYI DILLI
DATE-29/04/2011
Priya Mamaji
saprem namaste.
mai yaha kushalta se hu aur ahsa karta hu kiaap bhi apne pariwar ke sath kushalta se honge.
apko to pata hi hai is barsaat ke mausam me itni gandgi failti hai aur durghatnayein hoti hai ki kya batau.mere pados ka gaav nadi ke kinaare hi basa hua hai . kal shaam itni barish hui ki poori nadi bhar gayi aur gaav ke kinaare ke sabhi ghar doob gaye jiske karan un logo ko bahut dukh sahna pad raha hai unke ghar bhi doob gaye aur ek log ke uper to bijli gir gayi jiske karan unki maut ho gayi . apse ye batana tha ki jyadabarish me ghar se bahar na nikle . aur barish hone per ghar ki light band kar de
maamiji aur bhaiya ko mera namasste kahiyega.
aapki bhanja
abhay verma