Hindi, asked by Gaurichugh, 1 year ago

Brief summary of story kaki by siyaram sharangupt

Answers

Answered by ambuj4
7
siyaram sharan gupt dwara likhi hui kahani kaki me masoom balak shamyu ki matriviyog ki pira ko badi marmikta se darshaya gya h . shayamu apni mrit maa ki shamsham nahi le jane deta ligo ke samjhae jane pr ki maa mama ke ghar jaa rhi h to vah kahta h ki maa so rhi h mat le jaoo aur wah jaa kr usje shaw pr leet gaya phir logo ke samjhane p wo maa se door hota h . yah baat pathako ke man ko pida pahuchata h .
phir wah ye baat jaan leta h ki uski maa ram ke pass chali gai h. to vah sochta h ki ma ko patang ke sahare neche le aae ga wo is kaam ke liye apne puta k purse se paisa churata h aur apne samwyask bhola se patang aur manjha mangwata h aur us pr kaki likhwa ta h. jab vishwaeshwar ko jb pta chalta h to vah ptang phaar deta h aur shamu ko do teen jhapad jad deta h
aur jb use puri baat pta chalta h to vah awak ho jata haur pantang pr kaki padh kr apne man me pachtata h

Gaurichugh: vry nice bt I need a brief summary..... plz fast...
Gaurichugh: about 1 page
Gaurichugh: thanks
Similar questions