Hindi, asked by Amit4855, 1 year ago

बदलते वर्तमान समाज एवं शिक्षारती की आवश्यक्ताओं की पूर्ति है तू एक शिक्षक होने के नाते आप अपने आप में किस प्रकार का बदलाव करना चाहते हैं कम से कम दो उद्धरण लेकर वयखिया कीजिए

Answers

Answered by Anonymous
7
Ek shikshak ka sthan samaj main bohot uncha hota hai.Aaj bhi ek teacher ko bohot aader saman ke saath dekha jaata hai.Ek adhyapak ko bhi apne ohde ka samman karte hue in nimanlikhit baaton ka dhyaan dena chahiye :-

1)Ek shikshak ko kisi bhi bacche se bhed bhaav nhi kerna chahiye.Sabko ek saman dekhne chahiye bhale hi wo baccha padhne main acha ho ya kamzor.

2) Ek shikshak ko bacchon ke saath poori mehnat kerni chahiye.Yadi baccha padhne main kamzor to to usse padhne main madad kerni chahiye.
Similar questions