Hindi, asked by nandni700464, 8 months ago

चिपको आंदोलन का घोष वाक्य क्या है​

Answers

Answered by krvipin8
0

Explanation:

Chipko Chipko andolan ek Aisa aandolan tha Jo ki paryavaran ki Suraksha ke liye Uttarakhand rajyon ke kisanon dwara Brij khate ke virodh mein kiya gaya tha hue UN vruksh per apna paramparagat Adhikar jatate the is aandolan ka aarambh 1970 ke dashak mein kiya Gaya is aandolan mein Bhari sankhya mein is striyon ne bhi hissa liya is aandolan mein log pedon ko gale lag kar khade ho gaye taki koi unhen karte Na sake is se prakrutik aur Manav Manav ke bich Prem ka sambandh sthapit hota vah najar aaya kyunki is aandolan mein log pedon ki katai rokane ke liye pedon se chipak kar khade ho gaye ISI Karan is aandolan ko Chipko aandolan ki sangya Di gai

Similar questions