Hindi, asked by Khushiakherajot, 1 year ago

can anyone of you provide me a short summary of chapter ehi thaiya jhulni herani ho rama .
CBSE class10th hindi A

Answers

Answered by Anonymous
8
Ehi thaiya jhulni herani ho rama ek androoni prem katha hai Kyunki is pat main tunnu or dulari ki umr main kafi fark tha.
Tunnu or dulari dono hi kajali dangal main lajabab the jinke mulakat kajli dangal ke karan hi hui. tunnu ne jab dulari ko pheli bar dekha tha tabi use dulari se pyaar  ho gaya tha .
Ek din jab tunnu dulari ke ghar use kakhi ki shadi bhent dene jata hai tab dulari use dudhkar dedi hai Man hi man to dullari bhi tunnu ku chatithi paranto umr ke karan use bayan nahi kar pathi.
Sath hi sath ladoo halwai ko dulari achi lagti thi or use tunnu se chidsi thi.
ek din jab ladoo shet dullari ke ghar use nahi reshmi sadi dene jati hai tab dullari ke ghar ke bhar se ek rally ja rahi thi jisme bhar ke samman ka balishkar ho raha to dullari laddo shet ki nahi sadi usme phenk deti hai (isse hume dullari ke maan main desk bhakti ke bhav dikte hain) jis baat s shet gusha ho jata hai or phir dullari us mar kar bhej deti hai.


Kuch samey baad dullari ko tunnu ki mirithu ki kabar milti hai jisse uska dil gadgad ho uttha hai or kabi bhi na phiglne wali dullari ke ankhon main se aanso tapak jate hain 


Anonymous: it for the case like that you ownself had solved that answer in any other copy
Khushiakherajot: thanks Tanmay for that answer it is too good
pawanjhahaz1: useless question kyu puchti ho.... isse Acha hai ki chapter padho
Answered by Anonymous
1

Answer:

You can check it on study ranker it explains very cleArly .on goo.gle

Explanation:

Similar questions