Hindi, asked by SwethaSMenon, 8 months ago

Can anyone please explain this for me in simple words ....
please anyone???

Attachments:

Answers

Answered by Barvz16
2

Explanation:

1.

the author is trying to tell us that

'vo ab ram bhagvaan ka naam baar baar japta rehta hai aur vo is aadat ok chod nahin sakta'

'prabhu ji tum chandan ho aur mein (radaas) issmein milne vala paani hoon jaise chandan ko lagane se poore badan par khooshboo aati rehti hai'

'hai prabhu tum baadal ho aur mein mor(peacock) hoon jo tumhaare aane par khushi se jhum uthta hoon mein vaise hi tumhaare liye khushi se paagal ho jaata hoon jaise chakor pakshi bina aapni palken (aankhen) jhapkaye chaand ko dekhta ya fir niharta rehta hai'

'prabhu ji tum deepak (diya) ho aur mein usmein lagaya jaane vali batti hoon jo din bhar kissi ghar mein jalkar roshni phelaaye rakhti hai'

'prabhu ji tum moti ho aur mein usmein piroya (dalne) jaane vala ek dhaga hoon jaise kissi dhage mein agar hum sona dal dein to vo ek beshkimti chij ban jaati hai'

'prabhu ji tum swami mein tumhaara daas (servant) hoon jo bina kissi swarth ke tumhaare bhakti mein leen rehta hoon...

Please mark me the BRAINLIEST ANSWER

Similar questions