Can i get a speech in hindi on importance of water?
Answers
Answered by
0
Paani ek bohot zaroori tatv hai hamare jeevan ke liye. Hamare shareer me 70% pratishat paani hota hai, yahan tak ki dharti bhi 70% pratishat paani se dhaki hui hai. Jal na ki hamare paryawarand (Environment) ke liye zaroori hai par hamari achhi sehat ke liye bhi utna hi zaroori hai.
Bohot puraane samay se humne paani ko kayi tareeko se istamal kiya hai. jaise yaata yaat (transportation), kheti (Agriculture) aur bijli ke utpadan me bhi.
Bharat ek krishi pradhaan desh hai, kheti karne ke liye hume sabse zada paani ki hi zaroorat hoti hai. Paani ped paudhon ko jeevit rakhte hain aur hamare jungle ko hara bhara rakhte hain. Isi wajah se vatavaran ka taapmaan santulit rehta hai. Jeene ke liye hume paani ki bohot zaroorat hai, kyunki bina paani ke kisi bhi jeev jantu ka rehna mushkil hai. Isliye hume
SHRUTIintelligent:
Sorry for uncomplete answer but u can speak before.(. )
Similar questions