can u give a siple trick to understand these vakya......??
Answers
Answered by
1
saral vakya - yeh sentences kaafi simple hote hain.Jese ki raam ne khana khaya.Seema kapde dhoti hai.Ek verb or doer hota hai.
sanyukt vakya --yeh sentences me aur,yadi,athva jese shabd paaye jayengey.
Aise shado me conjuction milthey hain.Yeh sentences long hote hai,kyuki do sentences ko joda jata hai.
mishra vakya - in sentences me ki,jab jab,jyohi-tyohi,jisne,jo... aise J se aarambh hone wale shabd paaye jayengey.
inke upvakya hai - sangya upvakya - jiski pehchan ki se hoti hai
visheshan upvakya - jiski pehchan jo,jisne jinhone jese shabdo se hoti hai,jahan logon KO SANket kia jata hai
kriya visheshan - jiski pehchan jab jab,jyohi-tyohi jese s habdo se hoti hai,jahan time ralation dekha jata hai.
saral vakya - simple vakya
sanyukt vakya - aur,par,kyuki,yadi, etc (conjuctions) sentence long raheha
mishra vakya - ki,j words.. jo simple bhi nahi aur long bhi nahi.
cheers!

Similar questions