can you give me an essey on "berojgari ki samasya" ?
Answers
Answered by
2
berojgari ki samasya kisi k karne per nahi hoti yeh hamari khud ki karni hai aur kuch dushto ki karni. insaan kabhi bhi berojgar nahi hota bas khud ko berojgaar samajhta hai use lagta hai ki koi kaam bara hota hai jisse bahut paise milte hai aur kuch kaam chhote hai jo jaise taise gujara karne me madad karte hai. lekin aisa nahi hota hai har kaam ek barabar hai. jaise ek ameer k paas bahut dhann hai lekin wo kaam nahi karta to sab kuch nasht ho jata hai lekin wahi ek gareeb agar lagan se mehnat kare to wo bhi ek din sabse dhanwaan insaan ho jata hai. isi tarah agar mann me iksha ho to ek gareeb anpadh bhi wo sabkuch kar sakta hai jo ek padha likha insaan bhi nahi kar sakta. berojgari to is duniya me kabhi thi hi nahi ye sab insaan ne banaya hai aur ye insaan ki manahsthiti hai.
Similar questions