Hindi, asked by PrinkuanaMardatram, 1 year ago

Cce pattern ki anuchit hani kya hai

Thanks

Answers

Answered by preeti9rocks
0
CCE pattern ki hani yeh hai ki isse bacho ka bachpan chin sa gaya hai,unke khelne khoodne ki samay mein bahut kami aa gayi hai,bache kabhi bhi dimagi taur par puri tarah se free nai ho paate,unki unko har roj jaake kisi na kisi prakar mein padhna hi padta hai..bache padhai ko chod kar kisi aur chiz mein khul ke ruchi nai le paate kyunki unhe pata hai agar roj padhai nai ki to marks nai aa payenge ,jab unke khel kood ki pratiyogitaye hogi ussi samay exam bhi honge so bache  aur maa baap do hisso  mein baat jaate hai.cce pattern ne ek aan chaha pressure bache aur ma baap ke dimag par daal diya hai.bache kabhi bhi mansik roop se puri tarah se free nai ho paate.
Similar questions