Hindi, asked by walid03, 1 year ago

character sketch of gillu

Answers

Answered by anandassy
13
"Gillu" mahadevi vermaji ki gilehri thi.Wo jab choti thi tab mahadeviji ko
jhaadiyon main behosh mili thi.Per lekhika ne usse laad dulaar se theek ker diya.Gillu gilehri ek behad pyaari gilehri thi.Uska rang sunehra behad Manmohak tha.Gillu gilehri jab badi hui tab aur bhi pyaari aur chanchal ho gyi.ek baar mahadeviji ko kisi kaam
se bahar jaana pada per jab wo launti tab tak gillu mer chuki thi. Lekhika ke liye ye dard asehniya tha.
Answered by RUPANZAL
8
gillu bahut natkhat tha vo lekhika ke parivar ka ek hissa ban gaya tha use lekhika ka dhyan akrshit karna accha lagta tha use anny gilhriyo ke sath kelna pasand tha jab lekhika ke sir par lagi thi tab usne lekhika ke sir ko ese sehelaya jaise ko sevika sehla rahi ho par uska ant bahut jaldi ho gaya  
Similar questions