chaya mat chuna ke teen dukho bata dijiye
no spaming
Answers
Answered by
1
1) manushya sukh k samy ko yad krke dukhi hota h islie usne esa krne knlie mna kia h
2) manushya hmesha dhan- daulat k piche bhagta h parantu use kuch nhi milta
3) manushya hmesha duvidha mai phnsaa rehta h...
hope it will help u !!!!!

Anonymous:
hey bud if mine answr helps u plzz mark as brainlist
Answered by
1
Chaya mat choona mein kavi ne nimn dukho ka varnan kiya hai:--
1. Kavi ne kaha hai ki log prabhuta ke peeche bhagte hai jo vyarth hai kyuki jab tak manushya shakti sampann hota hai tabhi tak veh logo se samaan pata hai.
2. Kavi ne btaya hai ki chandrama sharad raat mein sabse adhik aakarshak hota hai par jab veh uss samay nahi milta tab mann dukhi ho jata hai. Arthat: ki jab sahi samay par uplabhdhi prapt na ho toh mann dukhi ho jaata hai
3. Kavi ne kaha hai ki ''duvidha hat saahas hai dikhta hai panth nahi" arthat: jab manushya ka mann dukhi hota hai tab usse aage bhadne ka koi raasta nahi dikhta.
I hope this helps. Mark it as the brainliest, if you want to.

Similar questions
Math,
8 months ago
Physics,
8 months ago
World Languages,
8 months ago
Math,
1 year ago
Physics,
1 year ago