Hindi, asked by luna1, 1 year ago

chitra-warnan in Hindi I want

Attachments:

Answers

Answered by monu7bishnoi
2
Jaisa ki chitra mai dikhaya gya hai ki Sahab k bangle mai maali  kaka paodho ko paani pila rahe hai .Sahar k Sab se badi road k kinaare City gaige ka ye bangla apne bagheeche aur iski bhavyata k liye jaana jaat ahi . Upar se jauge sahab ka savbhaav bhi bahut saant aur milansaar hai.  Bachhe se unhe vishesh lagav hai isiliye unhone apni iss pusteni jaamen pe alag se ek childern park bhi bana rakha hai .  Jaise ki aas paas koi bada koi park nhi tha  colony k bachho ke khelne ke liye isliye unhone apne kharche se bagheeche bahar ki jameen par ek chhot  Chiledern Paly area banaya. jo ki hamesha khula rahata hai kyuki iska raasta unke bangle aur garden se alag hai . isliye unko bhi koi paressani nhi hoti . Unke Bachhe apni padhaayi kar ke videshmai bas gye  . isliye wo apna man bahalaane ke liye Bageeche  mai hi  waqt gujarte hai . Jab ko kabhi tour  ki wajah  se bahar jaate hai  ko unke khas Gopal mali kaka sambhaal te hai . bageeeche mai AAM aur Sev k bahut ped hai . Aur bhi bahut fool aur kamal ke poudhe hai . EK bada sa jarnaa bhihi jo unk egarden ki sundarta hai char  chnad laga deta hai . Kabhi kabhi Gopal kaka hum bachho ko garden ki bhi sair kaarte hai . aur bahut  kuch ped aur foolo ki jaankari dete hai . Jauge sahab , isi naam se jayda parsidh hai , Shiva raati k samay apna garden  bhi sabke liye khulaa rakahte hai . Colony mai unka sammman aur adrshta ki bahut charte hote hai.  
Similar questions