Class 8 Sanskrit L-2 full chapter Hindi explanation
Answers
Answer:
kisi van Mai ek kharnkar namak ser rehta tha,ek din ki baat hai wah bahut bhukha tha or bhukh se vyakul hokar wah jangle Mai khane ki khoj mai idar udar ghoom raha tha par usse bojan kahi nhi mila
suryast ke samay usse ek badi gufa dikhi ush gufa ko dekhkar usne socha ki avsay raat ko koi jeev ish gufa mai aayga ath mujhe wahi chhipkar rehna chahiy sher wahi chhipkar intjaar karne laga taki koi jeev aay or vah usse apna bhoja. bana le
ish antraal Mai gufa ka swami dadipuchh namak siyar waha aata hai jab wah waha dekhta hai tab usse pata chalta hai ki ser ke pairo ke nishan ander tou gay hai par bahar nhi aay hai ishka mtlab ser abhi bhi gufa ke ander hai
siyar ne socha abh tou Mai marunga avsay hi mere bill Mai ser hai abh Mai kya karu
kuch sochkar siyar kuch duri par jaakr Bolta hai hey Bill! hey Bill! hey Bill! kya tumhe nhi yaad hai meri tumare sath sart jab Mai yaha bahar aaunga tum mujhe pukaro gi or agar nhi pukaro gi tou Mai kisi or bill Mai rehne ke liy chla jaunga
yah sunkar ser sochta hai ki avsay hi yeh gufa apne swami ko pukarti hogi ( ahan) hogi parntu abhi yeh gufa mere derr se asa nhi kar rahi h
ath yeh sahi kaha gya hai - derre hue mann walo ki bolne or hath par aadi ki kiriyay paryukt nhi hoti or we adik kapte hai
tou abh Mai pukaru ga or ish bill Mai Mera bhojan aayga yeh solar ser ne achanak siyar ko pukara serr ki uchhi dahar se puri gufa gunj uthi or bahut jor see aawaj nikli jis se saare pashu baybit ho uthe
siyar bhi durr playan karke ishe padhta hai
aane waale dukh ke baare Mai jo sochta hai ( or uska hal nikalta hai ) wahi sukhi rehta hai jo asa nhi karta wah dukhi rehta hai Mai ish jungle Mai rehkar budha ho chuka hun par Maine kabhi bil ki awaj nhi suni
guys please note that during writing please insert punctuation sign where need okk
I hope it is helpful for you
follow me guy
thanks