Class 9 ncert Hindi Ch रैदास
mark : 10
अभ्यास - कार्य
1 . कवि किन उदाहरणों द्वारा ईश्वर से भक्त की एकात्मकता को प्रमाणित किया है ?
2 . रैदास की भक्ति किस प्रकार की है ? इसे आप किस प्रकार सिद्ध कर सकते हैं ?
plz help it's very important
Answers
Answer:
this is use full to you .......
Answer: first question answer -
= (¡) Bhagwan ki chandra se , bhakt ki chakor se . (¡¡) Bhagwan ki deepak se , bhakt ki bati se (¡¡¡) Bhagwan ki moti se , bhakt ki dhage se , (¡¡¡¡) Bhagwan ki ghan ban se , bhakt ki mor se (¡¡¡¡¡) Bhagwan ki suhage se , bhakt ki sone (gold) se (¡¡¡¡¡¡) Bhagwan ki chandan se , bhakt ki pani se . Second question answer - Raidas ki bhakti sevak or malik ke samaan hai jis prakar sevak apne malik ki bhakti karta hai or apna pura jivan oos malik ki bhakti pe laga deta hai . Vaise hi Raidas ki bhakti karna log apna dharm mante hai . Vah vyakti ki aantrik bhavnao or aapsi bhaichare ko hi sachaa dharm mante thhe . Unkit bhakti hamen dusro ki sahaita karni ki sikh milti hai . Raidas bahut paropkari tatha dayalu thhe or dusron ki sahaita karna unka swabhav ban gya tha .
Raidas ki bhakti unke liye koi Bara-Chhota , Amir-Garib nhi hai . Unke liye sab ek samaan thhe vah kisi ke sath bhedbhav nhi rakhte thhe . Unka vishvas thha ki Ishwar ki bhakti ke liye sadachar , parhit-bhavna tatha sadvyavhar ka palan karna atyavashyak hai . Abhimaan tyag kar dusron ke sath vyavhar karne or vinarmata tatha shistata ke guno ka vikas karne par unhonne bahut bal diya . Raidas ke updesh samaaj ke kalyan tatha uthaan ke liye atyadhik mahatvapurn hain . Sant kavi Raidas oon mahaan santon mein agrani thhe , jinhonne apni rachnaon ke maadhyam se samaaj mein vyapat buriyon ko dur karne mein mahatvapurn yogdan diya hai . Explanation:
Isska arth hindi mein hai . __ Please mark it brainlist .