Collect the information about fines and exemptions to vehicles under Sub- section (1) of Section 194 of the Motor Vehicles Act, 1988; by the Delhi government on the days when ‘Odd-Even formulae. ii) Find out how other countries, like Beijing (China), Paris (France), Mexico and Italy ( Rome) are experimenting with the ‘Odd and Even system’ of managing the road traffic? Write any 5 findings on an A 4 sheet.
Answers
nadi ka jal ghar ke sabhi karyon ke liye avshyak hai. isi ke karan prachin smy ki sabhi sabhyataon ka vikas nadiyon ke kinare hua. nadi ke jal ko khana pakane, nahane dhone aadi muul karyon ke liye upyog kara jata hai.
nadi ka jal mitte ko upjau banata hai. vah kisanon ke liye atyant upyogi hai. ve nadi ke jal ko apne kheton ki or sanchalit krke asaani se sinchai kar skte hain aur achchi upaj prapt kar skte hain.
nadiyon dvara yatayat sambhav hai. nadi pr bhari saaman ko ek jagah se duusri jagah suvidhapurvak le ja skte hain. ve arthik unnati mein sahayta krti hain.
nadiyan manoranjan ke liye bhi upyogi hain. nadi ke pani pr anek manoranjak karya sambhav hain jaise machhli pakdna, naav me sair krna aadi. anek yatri nadiyon ko dekhne aur prakrutik saundarya ka anand lene ke liye aate hain.
nadi ka jal asankhya jiv jantuon ko ashray pradan krta hai. vah anek prakar ke paudhon ka bhi poshan krta hai.
iske atirikt nadi ke jal se sasti
aur pradushan rahit bijli ka utpadan krna bhi sambhav hai. isliye vastav me
nadiyan atyant labhdayak hoti hain.