Hindi, asked by Captainprateek, 1 year ago

danturit kavita ke madhyam se kavi kya sandesh dena chahata h?

Answers

Answered by sudhanshut35
4

iss kavita ke madhyam se kavi ek pita ka apne putr ke prati prem ko dharsate h . Kis prkar ek pita jo apne ghar se duur rheta h aur jb wah pheli baar apne putr se milta h to uske maan me bhin bhin prakar ki bhawnay utpann hoti h Apne putr ki muskan dhek kr uska hriday pighal jata h aur wah kheta h ki tni sundar aur nischal muskan dhek kr to mirt sarir me bhi jaan aa jaye aur wah dobara jivit ho uthe .. Aisi sparsh se babul ke peed se bhi sifalika ke phul grne lage aur phatar ke saman hriday bhi pighal jaye. Pita jb apne bacche ko mitti se khelta hua dhekta h to use lagta h ki uske ghar me mano kamal ka phul khil rha h aur wah mohit ho jata h .

Answered by shabihulhasanrizviah
3

Explanation:

यह दंतुरित मुसकान इस कविता में कवि एक ऐसे बच्चे की सुंदरता का बखान करता है जिसके अभी एक-दो दाँत ही निकले हैं; अर्थात बच्चा छ: से आठ महीने का है। जब ऐसा बच्चा अपनी मुसकान बिखेरता है तो इससे मुर्दे में भी जान आ जाती है। ... कवि को लगता है कि बच्चे के स्पर्श को पाकर ही सख्त पत्थर भी पिघलकर पानी बन गया है।

Similar questions