Debate in hindi - girls and boys are equal (Opposition)
prakriti27:
ohk k doing
Answers
Answered by
25
haa ladkiya ladko k bra bar nhi apitu unse upr hoti hai. kyunki we ldko se aage hoti hai aur unse behtarin tariko se kaam krti hai. jitna ldkiya shti hai ldke utna nhi sh skte hai.
ladko ko koi kaam kha jae to wo usse taal denge pr ladkiya uss kaam ko pura hi nhi blki ache tarike se krti hai.
ladkiya hr mame me ldko se upr hoti hai aur hr baar isse sabit bhi krti hai. ye kbhi kisi ko apne se kam nhi smjht hai aur sbhi ko barabar ek smaan manti hai.
jitna ladkiya krti hai utna ladke nhi kr skte. ladkiya ghr ko smbhalne k saath hi kaam bhi kr skti hai joki ladke nhi kr skte.
ladkiya apne gusse ko dba leti hai pr ldke nhi kr skte ye sbhi khubiya ladkiyon ko ladkon se upr uthati hai aur samaj me ek acchi mansikta banati hai.
kuch smy baad hr kaam me hi ladkiya aage hongi.. aaj bhale hi kuch jgh ladke upr hai pr ladkiya unko peeche kr aage badhengi aur samaj me ldkiyon k liye bani mansikta ko bdlengi.

Similar questions