Hindi, asked by mukultanwar437, 1 year ago

definition of nukta in hindi

Answers

Answered by brainy53
3
Kisi vyanjan akshar ke niche lagaye Jane wale bindu ko 'NUKTA' kahte Hai.

Jaise- KHUDA ka aarth Hindi me 'KHUDA HUA ZAMIN' hota Hai , lekin 'KHUDA' me 'NUKTA' lagane ke bad uska aarth 'BHAGWAN' see ho jata Hai.
Answered by shashankbmw7p8yo5o
0

kisi bhi 'vyanjan' shabd ke neeche lagaye jaane wali bindu ko NUKTA kehte hai. the dot made below any 'vyanjan' word is called NUKTA. PLEASE DO MARK THE BRAINLIEST! :)

Similar questions