Hindi, asked by Pratapchaudhary1, 1 year ago

Dharm shiksha ka padhaya jana kyu avashyak hai

Answers

Answered by Hema0661
1
dharm shiksha ko padhana avashyak hai, kyunki, aaj ke is badalte or vikas hote hue samaj me , aaj kal ke yuva pidhi, western culture ki taraf akarshit ho rahe hai, agar hamare desh ke sabhi log western culture ki taraf akarshit ho jaaye, to dhire dhire hamara hindustaan ka, dharma, ya hindutva khatam hota chala jayega
apne dharma ka prachar karne ka lakshya ye bhi hai , ki aaj ki yuva pidhi ise samjhe, apne jeevan me lagu kare
Similar questions