difference between purushvachak sarvanaam and sarvnamik visheshan
Answers
Answered by
1
Jo sarvnaam Shabd , bolne vaale , sunne vaale or doosre logo ke liye pryog kiye jaate h usse purusvachak sarvnaam khte h , ex Mai bazaar gya tha isme Mai bolne vaala h , tum kha ja rhe ho isme tum sunne vaala , usse saath le jao isme usse anya vyakti h . 2. sarvnaam visheshan = jab koi sarvnaam Shabd sanghya Shabd se pehle aaye or vo visheshan Shabd ki trh sanghya Shabd ki visheshta btaye usse sarvnamic visheshan khte h. ex vh aadmi vyvhar Kushal h , kon Chatra mera kaam krega.
shamsrathod1:
hiii
Similar questions