Hindi, asked by singhsuryansh87, 1 year ago

Difference between sakarmak and akarmak krita with definition

Answers

Answered by smiley2396
1
akramak kriya:vakya mein jo kriya karm ki apeksha nahi rakhti hai usse akarmak kriya kehte hai

sakarmak kriya aur akarmak kriya mein antar samajhne ke liye vakyo mein prayukt kriya par 'kya' ka prashn karke dekna chahiye.yadi kya ke uttar mein koi nirjiv sangya prapt hoti hai toh vah sangya us kriya ka karm kehlati hai

Anonymous: Ossom answer
Similar questions