disadvantages of online classes
Answers
Answer:
There are many disadvantages ......
Online class to honi hi nahi chahiye .....
Earphones laga laga ke kaaan dukh jate hai .......
Agar teachers note likhva te hai to video blur aati hai kaur kabhi kabhi to gola ghumne lagata hai ......
Aur jab tak teacher dusre notes likhne lag jaate hai .......
Aur hamare school walo ne to school dresss pahanne ke liye kah rakha hai to mujhe to school dress bhi pahnni padti hai ......
8 baje he class laga dete hai ......
Roj jaldi udna padta hai .......
Class ke beech me mummy khana le aaye to khana bhi nahi kga sakte ......
4 class lagvate hai ......
Mobile ya laptop ki light se sir me dard ho jata hai ......
Aur phir class khatam hone ke baad whatsapp group me hw bhej dete hai ......
Phir wo karna padta hai .......
Aur itne din ho gaye apne friends ka chahra nahi dekha hai .......
Only virtual face dekha hai friends ka zoom meeting me aur whatsapp video call me ......
Answer:
- eyes are damage
- starting head ache
- due to slow network mood disturbed
- stability in teaching
- Not having such a data package to explain full topic
- Not having such a time to clear doubt of children