Hindi, asked by Tushar888, 1 year ago

Do belo Ki Katha path ke Aadhar par Sid Kijiye ki Heera Moti Krantikari hai

Answers

Answered by Sagittarius29
21
Prastut kahani 'Do Bailon ki katha' me Heera aur Moti namak do Bailon ko darshaya gaya hai.
Dono bail bahut acche mitr the, ve ek dusre ke liye kuch bhi kar sakte the.
Dono bailon Ko jab unke malik ke ghar se le jaya gaya, toh unko bilkul achha nahi laga aur unhone vidroh karne ki sochi.
Dono ne bhagne ki koshish ki aur ve safal bhi hue, parantu unhe ek maweshi khane me band kar diya gaya, wahan par unhone diwar todkar bhagne ki koshish ki, aur sabhi janwaron ko bhaga dia, parantu apna wahi reh gaye.
Ant me, we apne malik ke ghar par pahaunch gaye aur unki is kranti aur sangharsh ki sabhi ne prashansha ki.

_____________________________
Hope it helped you!!
Do mark as brainliest.
Answered by jayathakur3939
25

उत्तर :- यह कहानी अप्रत्यक्ष रूप से आज़ादी के आंदोलन से जुडी है यह कहानी दो बैलों से सम्बंधित है। दोनों बैल संवेदनशील और क्रांतिकारी भारतीय है। दोनों मिलकर आज़ादी पाने के लिए संघर्षरत रहते हैं। वह दोनों अपने देश (झूरी के घर) से बहुत प्रेम करते हैं तथा उन्हें दूसरे देश में (घर में) रहना पसंद नहीं।

वह स्वदेश जाने के लिए वे हर बाधा का डटकर सामना करते हैं उन्हें कई बार  भूखे – प्यासे रहना पड़ता है और कैद में भी रहना पड़ता है। यह दोनों बैलों की संघर्ष कथा हमें हमारे क्रांतिकारियों की लड़ाई याद दिलाती है |

Similar questions