dukandar aur Grahak ke beech mein samvad lekhan in Hindi
Answers
Answered by
5
✌hye....✌
dukandar - aayiye bhai sahab , kya lene aaye hain aaj aap
grahak - ji , aaj mujhe bahut saara saman lena hai
dukandar - ji , aap bataiye kya kya chahiye aapko
grahak - ye main ek list laya hu , aap ye saare samman de dijiye
dukandar - theek hai , aap yeh mujhe de dijiye
grahak - lijiye ....
dukandar - aapka saara saaman to mil gya par yeh ek cheej hamare yaha nhi milegi aapko
grahak - ji to kya aap mujhe bata sakte ho ki ye kaha milega
dukandar - haan ji jaroor bas aapko thoda saa aage jaakar jo choraha aaye vaha se left le lijiyega aur pahli dukaan par mil jayega
grahak - dhyanvaad aapka , ji kitne paise hue
dukandar - 510 hue hain par aap 500 de dijiye
grahak - theek hai , ye lijiye......
❤keep smiling
keep Loving❤

0
Explanation:
पतंग खरीदने पर ग्राहक और दुकानदार का सम्मान
Similar questions