Ek bekar ke 3/7 Bhag Mein Pani Hai. bekar ko Upar tak pani se bharane ke liye 16 litre Pani Ki avashyakta Hai. bekar ki dharita kya hai.
Answers
Answered by
0
Step-by-step explanation:
3/7 PART ME PAANI HAI.
BAKI KE 4/7 BHAAG ME NAHI HAI . MTLAB, BAKI KE 4/7 BHAG ME 16 LTR PAANI BHARA JAAYE TO BEKAR BHAR JAYEGA.
4→ 16
7→ (?) = 28
Answered by
0
Step-by-step explanation:
khali bikar =1-3/7= 4/7
bikar ki kul kshamta =16×7/4
bikar ki dharita=28
Similar questions