India Languages, asked by sachintravels9ot8bs2, 1 year ago

Ek Dudhwala Dudh bechne ke liye jata hai. Uske paas 10 litter dudh hota hai. Ek grahak aata hai aur usse 5 litter mangta hai. Lekin ek samasya yeh hai ki uske paas sirf 3 litter, 7 litter aur 10 litter ke maap hai. Ab usse samaj nahi aaraha hai ki iss 10 litter dudh mein se 5 litter alag kaise kare. Tum jara iski madad kar do. Time : 1 day Dekhte hai kaun answer deta hai Note : 1. Andaz se dudh ka maap nahi karna hai 2. Sirf 3 litter, 7 litter aur 10 liter ke maap use lre hai

Answers

Answered by MrPerfect0007
7
First hm 3Ltr Dudh map leke use 7 ltr Map wale cane me dalenge

or dusri bar fir 3 ltr dudh lekr hm 7 ltr me dalenge

or 3rd time fir hm 3 ltr doodh leke 7 ltr can me dalenge 7 lrr can bhr gya Or 3 ltr wale me 2 ltr doodh bch gya ab hm wo 2 ltr doodh jo lenw Aaya use dwnge or ek bar fir 3 ltr wala map lenge ro use 5 ltr doodh mol jayega

Soodh desi style

hope its right
Similar questions