India Languages, asked by sachintravels9ot8bs2, 1 year ago

Ek Dudhwala Dudh bechne ke liye jata hai. Uske paas 10 litter dudh hota hai. Ek grahak aata hai aur usse 5 litter mangta hai. Lekin ek samasya yeh hai ki uske paas sirf 3 litter, 7 litter aur 10 litter ke maap hai. Ab usse samaj nahi aaraha hai ki iss 10 litter dudh mein se 5 litter alag kaise kare. Tum jara iski madad kar do. Time : 1 day Dekhte hai kaun answer deta hai Note : 1. Andaz se dudh ka maap nahi karna hai 2. Sirf 3 litter, 7 litter aur 10 liter ke maap use lre hai

Answers

Answered by monu7bishnoi
3
Woh 10 litre ke maap ke estmal se 5 litre dudh alag kar sakta hai.
 Kyunki agar woh use pura bahrega toh 10 litre oga aur aadha bharega toh 5 litre. 
Similar questions