Math, asked by kamleshpaul89, 10 months ago

ek pita or puter ki aayu ka yog 45 varsh h or 5 varsh purav unki aayu ka gunanfal 124 tha puter ki vartman aayu kya h

Answers

Answered by amitnrw
0

Answer:

Putar ki aayu  = 9 Varsh

Pita ki aayu = 36 Varsh

Step-by-step explanation:

ek pita or puter ki aayu ka yog 45 varsh h or 5 varsh purav unki aayu ka gunanfal 124 tha puter ki vartman aayu kya h

Mana Puter ki Aayu  =  P varsh

pita or puter ki aayu ka yog 45 varsh

=> Pita ki Aayu = 45 - P

5 varsh purav Puter ki Aayu  = P - 5

5 varsh purav Pita ki Aayu = 45-P - 5 = 40-P

5 varsh purav unki aayu ka gunanfal 124

=> (P - 5)(40 - P) = 124

=> -P² + 45P -200 = 124

=> P² -45P + 200 = -124

=> P² - 45P + 324 = 0

=> P² - 36P - 9P + 324 = 0

=> P(P -36) - 9(P-36) = 0

=> (P -9)(P-36) = 0

Putar ki aayu  = 9 Varsh

Pita ki aayu = 36 Varsh

Similar questions