Math, asked by sujeet4445, 10 months ago

Ek samudri jahaj Samudra ke kinare se 40 kilometre ki Duri per hai. jahaj Mein Ek Chhed ho jata hai uske andar 6 minut Mein 15/8 litre Pani andar Aata Hai. jahaj Mein Lage Ek pump Dwara 12 litre Pani bahar nikal Diya jata hai . jahaj ko dubne se bachane ke liye 60 litre pani paryapt. hai To jahaj ki vah averege speed bataiye jisse vah Jaise hi doobna Aarambh karen to Samudra ke kinare pahunch Jaaye ? ​

Answers

Answered by amitnrw
2

Answer:

10.42 km/hr

Step-by-step explanation:

jahaj ko dubne se bachane ke liye 60 litre pani paryapt

Ek pump Dwara 12 litre Pani bahar nikal Diya jata hai

=> 60 + 12  = 72 Litre pani ched se andar aana chaiye

6 minute Mein 15/8 litre Pani andar Aata Hai

15/8 litre Pani andar Aata Hai  -  6 Mins

1 Litre pani andar jata hai   - 6/(15/8)  = 16/5 min

72 Litre pani andar jayega = 72 *  16/5   = 1152/5  min mein

= 1152/300  hr

40 kilometre ki Duri

Speed  =  40 /(1152/300)  =  12000/1152  km/hr

= 10.42 km/hr

Answered by hrGujjar818
1

Answer:

4.5 km/hours

Step-by-step explanation:

saw the solution in pic

This is correct .

I hope you have to understand this question.

Have a sweet day.

Attachments:
Similar questions