Ek sankhya dusri sankhya ki teen guni hai un ka yogfal 16 hai sankhya nikaalen HAL karke bataen
Answers
Answered by
0
Answer:
maan lete hai ek sankhya x hai or dusri sankhya y
ab prashan ke anusar
x = 3y ••••••••eq1
and
x + y = 16 •••••••eq2
ab x = 3y eq2 me rakhe
3y + y =16
4y = 16
y = 16/4
y = 4
ab y ke maan ko eq1 me rakhe
x = 3y
x = 3×4
x = 12
pahali sankhya = 12 and dusari sankhya = 4
Hope it helps you :)
Similar questions