Ek talab hai usme bich me 16 or charo cono pe 16 aadmi hai. Ek sher hai jo aadmi ki ginti krta hai ek kone se dusre kone ki 16+16+16=48 Sher ka khna hai ki agar ek bhi aadmi bdha to sbko kha jayega. Tbhi 8 aadmi or aate hai ab aap btao ki unko kaise adjust kroge ki sher ko 48 hi dikhe
Answers
Answered by
0
Answer:
8 Aadmi ko 4 hisso me baat do 8÷4= 2
Explanation:
2 Aadmi ko 1 kone me 2 Aadmi ke peeche khada kardo then follow the same for the other 3 sides
Similar questions