Hindi, asked by 121912, 1 year ago

essay for atma nirbharta

Answers

Answered by monu7bishnoi
8
Atma-Nirbharta :
Sunne mai bahut choota sabd hai aatma nirbharta lekin agar koi sahi aarth samj jaaye to jeena aasan ho jata hai . Atma nirbharta yaani ki savaym par nirbhar rahna. lekin sab kuch khud krna bhi koi aasan kaam nhi hai . Jeevan mai jitni jaldi aatma nirbharta aati hai wo utni hi jaldi taraaki ke paaydaan chadta hai . Atma nirbhrta matlab kisi aur par kisi baat ke liye nirbhar nhi rahana . Jaha tak wo savaym hi safal hone ki kosis krna bina kiska sahara liye . jeevan jeene k liye roti , kapada aur makan moolbhoot aavsyaktaaye hai . agar hum vidhya arjaan ke baad noukari paane ya kisi rojgaar ko chalane mai nipun ho  jaate hai to ye hamari aatma nirbharta ka pahla kadam hai . Noukari ya karobaar se aaye hue paise se hum apna jeevan chal sake aur bahivshya mai ghar bana sake to ye aatm nirbhar ki uchaayi hai . Lekin ye sab paane aur aatam nibhar hone ke liye hume sadev sahi marg darshan ki jaruat haoti hai jo ki humesha pariaar aur maat pita k saanidhya se hi mil sakta hai .unke sahi path pardhan se jeen jeen aur ek achha naagrik ban na aatm nirbhar ka sachhi nishaani hai .Atam nirbhar hone se bhi kathin baat hai ki humesha use kayam rakhana .kabhi hataash aur niraas nhi hona  chahiye .issliye jeevan ke har sabak ko aatma nirbhar ki neev ka pathar samj ke aage badhna chahiye .
Similar questions