Hindi, asked by truptasalonSnehapi, 1 year ago

essay in hindi on kaisa shasan bina anushasan

Answers

Answered by monu7bishnoi
5

kaisa shasan bina anushasan

 

Bina Anusashan ke sashan sambhav nhi hai  y ehum sab jante hai . isliye humne dekhs ki sbko anusaashan mai rakhne hetu niyam au rkanoon kayde banaye jaate hai .Phir chaaye koi desh ho yaa pariwaar . sabko ache se aur sucharu roop se chalane heti anushashan jauri hai . jo log niyam aur ache tor- tarike samj lete hai unke liye rah aasan hoti hai aur jo nhi samjte unke kiye dand yaa jurmaane  ka niyam rakha jaate hai . Anushasan ke liye sahi tarike apne aaye  jaate hai Saam , daam , dand aur bhed . sab ke dwaar kaabu mai aur raste pe rakha jaata hai . koi galat kaam naa kre yaa kisi ke behkaawe mai naa aaye isliye bahut se niyam  aur kaayde banaye jaate hai . Agar koi sav anusaasit hai to jeevan aur bhi aasaan hota hai . Achhe aur suchaaru sashan pranali ke liye anusaasit hona jauri hai  jais eki agar sab koi samay par office ya school nhi jaayenge to nuksaan sabka hai . malik ko utpaadan ka aur karamchaari ko apni  pagaar katne ka . islye sabko niyam se baadhit aur anusaasit kiya jata hai . Bachoo ko bho samay par vidhyalaya jaana chahiye aur sikhsak ko bhi imaandaari se apna Vishay padhana chahiye . kya arath agar balak samy par kash amai ho aur sikhak hi vilambh s eaaye to . isliye sabka samaan roop se anusashit hona aavshyak hai .sabki aur desh ki pragrati ke liye .

 

 

 

Answered by Anonymous
3

हर एक के जीवन में अनुशासन सबसे महत्पूर्ण चीज है। बिना अनुशासन के कोई भी एक खुशहाल जीवन नहीं जी सकता है। कुछ नियमों और कायदों के साथ ये जीवन जीने का एक तरीका है। अनुशासन सब कुछ है जो हम सही समय पर सही तरीके से करते हैं। ये हमें सही राह पर ले जाता है।

हम अपने रोजमर्रा के जीवन में कई प्रकार के नियमों और कायदों के द्वारा अनुशासन पर चलते हैं। इसके कई सारे उदाहरण हैं जैसे हम सुबह जल्दी उठते हैं, एक ग्लास साफ पानी पीते हैं, तरोताजा होने के लिये शौचालय जाते हैं, दाँत साफ करते हैं, स्नान करते हैं, नाश्ता करते हैं, स्कूल जाते हैं आदि सभी अनुशासन का ही एक प्रकार है।

Similar questions